Salam Friends,
Learn Seo Score Checking Tools in English
Seo (Search Engine Optimization ) is an important Tool For Creating High Quality Backlinks and This Cause When we Create Our Website With Seo Policies Then the Search Engines will be able to show our Site on the top of search engines.
So In This Article i am going to show you that how to Check you Seo Visibility Score for your website Free. Which Can help you to improve your website Settings if there is some problem Which cause Poor Seo Ranking. For example if they show you an error that your Website title is very large or Your Social Media Presence is Very Poor, After That Remove Some Characters From your title and then Check your Seo Ranking They will be increased if you have Removed enough characters from your site's title tag.
Learn It In Urdu
Hello Friends Aj Mai es Tutorials main ap logon ko Sikaonga kay Ap log Apni Website ki Seo (Search Engine Optimization ) ki Score kesi Check kar Saktay hy ta kay Ap apnay Website ki Seo Score kay baray mai maloom kar sakay kay aya iski Seo Score Behtar hy ya Behtar Karwanay ki zarorat hy toh ye nihayat ahmiat ka hamil hay kionkay Aj kay Dawar main Website ko Behtar bananay aur Isko Search Engine per ooper Lanay kay liye nihayat Zarori hy kay iski SEO Ko behtar banaya jayien. Isi liye main ye Tutorials un logon kay liye Likh raha hon jo nahi jantay kay apni website ki seo Score kesi Maloom ya Search ki jati hy takay unko mazeed behtar ki jaye agar is mai koi errors ya warnings hon takay apki Seo Score mazzeed Behtar ho jayein.
So Sab Say pehle apnay Computer Main Web browser open karkay is main ' SeoSentro.com ' Likh kar Visit kejiye. jab ye Site Open ho jaye ge toh iski left side per Seo Tools Bar main Seo Analyzer per Click kejieyn. Jab aik dosra Window open ho jaye ge toh ap say wahan per apki site Ki Url aur Captcha Code Chahay gi, Apnay wahan per apni website ki URL Daraj karni hay but yaad Rakhain kay HTTP aur WWW dono ko apni site ki url kay saat likein aur phir neechay Captcha Code Enter karkay Submit ki button per Click kejiye toh click karnay kay baad apki website ki Seo Score, Website Content Speed aur bohat say mazzeeeeeeeed Tools Apkay Saamnay ajaige misaal kay tawar par Social Media Presence, Keywords Density etc.
Note :--- Agar Apki Website ki Seo Score boht kam hy Ya apko koi error ya Warning show ho jain toh us kay mutabiq ap apnay Website ki jo error hy wo solve kar saktay hy jis kay baghis apki Website ki Seo Score Jo Hy wo Behtar Ho Kar Apki Website ki Ranking Mazzeeeeed Behtar Ho jainge.
Also Learn it in Video Tutorial with Urdu Language
Barai mehrobani agar ye Tutorials apkay liye Faidamand hai aur chahtey ho kay es se dosray logon ko bhi faida hasil ho to is Post ko Mazzeeeeeeed apnay Doston kay Saath Share kejiye.